About us

About Us

Author & Founder

Welcome to Aapka School Online Hindi Education Blog.

Namskar Dosto Aapka School Blog me Apka Svagat Hai. Dosto Mera Name Rinku Sangwan Hai. Maine M.A. Economic (Master of Economic) Ke Huye Hai or Meri Age 25 Year Hai.Mai India, Meerut (Utter Pardesh) City me Rehta hu. Maine Blogging ko 30 Apr 2018 ko Start keya.

Maine Dekha Hai ke India me Education ka Level Bhut Low Hai. Student Achhe se Achhe School or College me Apne Education Complete Krne ke Bad be Onko ek Achhe Job nahi Mel Patee. Esme Student ke koi Kami nahi  hai Balki kami hai Indian ke Education System ke. Indai me Students ko Only Marks ya only Pass hone ke Leye Pdhaya Jata Hai.

Maine Apne Aap se Promise ke Hai ke es Aapke School Blog se Mai Kese be Students ko Fail Nahi Hone Dunga.

Aapka School
Aapka School Blog me Mai Apko ve Sabh bate Bataoga Jo ek School or College me Hme Btani Chaye par ve Nahi Btate. Aapka School me Mai Apko Btaoga ke Apne Education Complete Karne ke Baad Job Kase Prapt kre, Kese be Interview ko Crack Kase kre, Conversation Skills, Body Language, Personality Development and Leadership, en Sabhi Topic ke Sath-Sath or be Bhut se Topic ke Bare me Mai Apko Information Deta Rehoga.

Aapke School Blog me Mai Apko Motivational Thoughts  or Inspirational or Motivatonal Story be Deta Rahoga.

Aapka School Blog ka Goal?
Aapka School Blog ka Main Goal ha India  ke Logo ke Help karna. Aapka School Blog me Mai Apko Asi Tricks Btaoga Jesse Apki Life Change ho Jayege.
Mai India ke All Men and Women ko Noble Human Bnana Chata hu.
Or Yadi Aap mera Sath Deta Hai to ye Bhut Hard ne Hoga Asa Karna. Aap be Mera Sath Dejeye or Apne View and Idea dete Rahee.

Yadi Aap Mere se Contact Karna Chate hai to sangwanr32@gmail.com  pe contact kare

                                                                                                                                      Thank you
                                                                                                                               Your- Rinku Sangwan

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

भारत की शिक्षा प्रणाली में सुधार के तरीके- महत्वपूर्ण 14 तरीके

भारत की शिक्षा व्यवस्था की कमियां

The Missing Tile Syndrome in Hindi